1:01:37maulana, agla sawal hai mrs saira lateef ka karachi pakistan se. unhon ne likha hai: "mera sawal yeh hai ke kya maut ke aate hi insaan apne anjaam yani jannat ya jahannum mein pahunch jata hai ya use qayamat ke din ka intezar karna hoga?" dekhen, is ka jawab hadees mein maujood hai: "ma tufeqat al qiyamah jo mara, us ki qiyamah shuru ho gayi." aur ek aur hadees mein hai ke: "al qabr raz jannat min hufr al nar." qabr, qabr jo hai, ya to jannat, jannat ke baghon mein se ek bagh hai ya jahannum gurhon mein se ek gurha hai. matlab yeh jo hum sochte hain space and time ke roop mein, ke roop mein, woh sab khatam ho jata hai. zamana, zamana makan, concept isi yani maut se pehle ki duniya mein hai. maut ke baad jo duniya aati hai, wahan zamana makan concept khatam ho jata hai. idhar mare, idhar full for sab kuch ho gaya, aaram bhi, takleef bhi, jannat bhi, jahannum bhi,
1:02:51yeh sabit hota hai hadees se. maulana, agla sawal aaya hai mrs sadia anjum ka dilli se. unhon ne likha hai: "maulana, in your many speeches, you have mentioned that this world is like an examination hall.