ah maulana yeh sawal aaya hai maulana zakwan nadvi ka dilli se unhon ne likha hai kal raat ko ek sahib ka phone aaya unhon ne kaha ke is waqt yahan mere sath kai log baithe hue hain in ka sawal yeh hai ke quran mein dadi ke baray mein kya hukum diya gaya hai maine kaha ke is tarah ka sawal durust nahi koi shakhs jab ek poda lagata hai to pehle woh apni apna sara focus jar par deta hai na ke patiyon par is tarah hum ko quran ke baray mein sochna chahiye ke kya hum quran ki basic teachings par qaim hain ya nahi mislan allah ka khauf aur insaan se mohabbat waghera is sawal ke baray mein aap kya farmayenge dadi ke baray mein ji ji hain ji haan to theek jawab hai theek jawab diya bhai yeh yehin se yani islam ki beginning jo hai dadi se nahi hoti yeh to ek maloom baat hai ke islam ki beginning dadi se nahi hoti hai islam ki beginning hoti hai marifat se yani intellectual development se
to pehli agar aap kahein ke dadi rakho to yeh to yeh aap ka apna tareeqa hoga yeh quran o hadees ka tareeqa nahi hoga baqi dadi dadi mein bhi koi dadi rakhi hai aap dekh lijiye dadi ko main yani agar na manta to main koi dadi rakhe hue hota hoon okay we we'll end the session now thank you.
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.