46:15bilkul durust hai. maulana, agla sawal dhampur se bheja hai mehtab sahib ne, aur unhon ne aapse poocha hai ke maulana sahib, umre ka matlab kya hai aur kyun kiya jata hai? aur kya yeh karna zaroori hai? is ke bare mein bataein. nahi, zaroori nahi hai. farz to sirf hajj hai, umra farz nahi hai. lekin hajj ke ayyam ke ilawa ek momin chahta hai ke woh kaaba ko dekhe, kaaba ka tawaf kare, to yeh us ki is tabar ek jaiz tabar hai.
47:00us ke liye umra rakh diya gaya hai, yaani isi liye kaha jata hai ke umra chota hajj hai, hajj bada hajj hai, umra chota hajj hai. yeh to hai momin ki ek ek tabar hai jis ki takmeel ka saman kiya gaya hai umre ki shakal mein. maulana, agla sawal doctor owais siddiqui ne dilli se kiya hai, aur unhon ne likha hai ke thank you maulana, you very well explain the loss, the law of loss, and the law of truncation.