agla sawal tamil nadu se hai molana iqbal umri sahib ka. unhon ne likha hai: "mazhabi kitab mein universal references honge, yeh scientist kaise maan sakte hain? is ke bare mein bataein." bhai, na manne ki wajah hi nahi. sawal yeh hai ke wohi sabit hua baat ko. aap manna chahiye, na manne ki koi wajah nahi. na manne ki koi wajah nahi.
kyunki yeh log mazhabi kitab ko padhte nahi, us ko woh samajhte hain ke yeh to ek aur duniya ki baatein us ke andar hongi. agar woh padhein sach much, jis se doosri cheezon ko padhte hain to mujhe yaqeen nahi ke manenge woh. jaise ke kuch logon ne mana bhi, jaise sir james jeans jo hai, baqayda bible padhta tha, woh church jata tha. woh halanki top ka scientist tha, woh sir james jeans top ka scientist tha, woh bible padhta tha, church jata tha. us ka ek waqia aap ne likha hai arises mein ke quran ke bare mein ek sahib ne us ko bataya, ek ayat batai.
us ayat ko padh kar us ke rongte khade ho gaye. us ne kaha ke agar yeh quran mein yeh ayat hai to main gawahi deta hoon ke yeh khuda ki kitab hai. to aisa nahi hai ke saare scientiston ka mamla yahi hai, donon qism ke log hain. maulana, agla sawal dilli se hai miss naghma siddiqi ka
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.