Maulana Wahiduddin Khan

Explain days of eating and drinking in hadith

“The days of sacrifice (Eid al-Adha) are called days of eating and drinking in the hadith. Please explain this.”Asked by Ibn Naeem, Chennai

He answers at 1:11:16 in The Message of Eid Al-Adha · 2 min 51 sec

His answer, in his own words
1:11:16
agle sawal Maulana Chennai se aaya hai. Ibn Naeem ne likha hai. unhone poocha hai ke qurbani ke dinon ko hadith mein khana aur peena ka din kaha gaya hai. ayyam-e-akl-o-shurb Maulana sahib, uski wazahat farmayein. woh bhi ek pehlu uska hai. zahiran, khana peena to hota hi hai. woh bhi ek pehlu hai, lekin sirf khane peene ke liye hai. aisa nahi hai.
1:11:47
Maulana, doosra sawal Tamil Nadu se aaya hai. Syed Iqbal Umri ka. unhone likha hai: "aaj dawat ke liye kis qism ki qurbani mutlab hai? uske bare mein batayein." bhai, mera to khayal hai ke sab se bari qurbani yeh hai ke log apna concern badlein. har aadmi concern kuch aur bana hua hai. misalan, bachche hain, ghar hai, family hai, business hai, job hai, paisa kamana hai, zindagi ki achhi zindagi taabeer karna, yeh sab concern bana hua hai.
1:12:27
to sab se bari qurbani yeh hai ke in cheezon ko sirf need ke waqt lein, yani zaroorat ke khane mein dalein. to ek hai mission, ek hai zaroorat. to zaroorat ke waqt duniya aur aur baqi jo kuch hai, mission ke liye sab se bari qurbani hai. yeh mission ke liye to kuch karta rahe aadmi, sirf siway kuch ritual ke. to jab tak yeh tabdeeli na aaye ke duniya ko lein waqt zaroorat,
1:13:03
aur sara jo waqt bachta hai, jo paisa bachta hai, jo aap ki tawajjuh bachti hai, woh sab laga dein mission mein. asal qurbani yahi hai. aaj koi qurbani yahi hai. ab hum ko na sara jana hai, na na is tarah ke halaat mein apne ko talna hai. woh daur khatam ho gaya. ab to yeh hai ke log jo hain, yani unhone apna soul concern bana rakha hai ke paisa kamayein, family banayein, aur comfortable life ikhtiyar karein.
1:13:37
bas aur kuch un ka, kuch un ka, kuch wahi nahi hai. yani kuch un ka zindagi ka purpose yeh nahi hai. to yeh yeh khatam ho, aur dunya ko sirf is qadar hasil karein jitna un ki, yani jin ki zaroorat hai, yani waqt need, aur baqi jo kuch bhi aap ka paisa hai, ya aap ka time hai, ya aap ka energy hai, woh sab lagayein da'wati mission mein. sab se bari qurbani yeh matloob hai. jo log is tarah qurbani karein, unhone qurbani ki. baqi to qurbaniyan ek rasam hain, sirf rasam. Maulana, agla sawal Mr. Raj Vaimaksh ne kiya hai.
All questions he answeredThe whole lecture, from this momentWatch on YouTube

Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.