1:38:33miss ayesha ne delhi se sawal kiya hai. unhone likha hai: "art of questioning kya hai aur iske aadab kya hain? is par roshni dalein." dekhiye, log jo hain doosre se poochne ko question samajhte hain. sab se pehle apne aap se poochiye. question shuru hota hai apne aap se, phir pahunchta hai doosre tak. apne aap ke maani kya hain? pehle khud sochiye, study kijiye. jab aap apni koshish ko ek had tak pahuncha chuke hon, tab aap wahan pahuncha kar question karen. aap
1:39:24yaani questioning jo hai, 50 percent is aadmi ka hai jo jo question karta hai, 50 percent is aadmi ka jo jawab deta hai. agar aap ne apne ko prepare nahin kiya hai, yaani pre-questioning jo kaam tha woh aap ne nahin kiya hai, to koi jawab dega tab samjhega, samajh bhi nahin aayega kya us ne kaha. is wajah se ek ek questioning hai, ek pre pre-questioning. pre-question yeh hai ki aap sochen, padhen, apne hisse ka kaam karen. apne hisse ka kaam kar ke question karenge, tabhi us questioning ka koi result result niklega, warna kuch nahin niklega.
1:40:16maulana, yeh sawal aaya hai karachi pakistan se mr aamir bin yusuf ka. unhon ne likha hai: "maulana, aap ki kitaab tajdeed deen mein ulama ke uth jaane ka matlab khushu ka khatm hona bataya gaya hai. is ke bare mein kuch bataen." woh to isi mein maujood hai, isi matan mein maujood hai. aisa nahin ki maine kuch apni taraf se kaha hai.
1:40:51matlab ek hai, aalim ka ek matlab yeh hai ki aadmi ke paas information ho. ek hai ki aalim aadmi ke paas wisdom ho. to woh jo hadees hai ki ulama uth jayenge, uska matlab hai ki aise log to rahenge jo jo information wale, lekin jo wisdom wale nahin rahenge. yeh matlab hai is ka. zahab ulama ka matlab yeh nahin ki koi aisa aadmi nahin rahega jo istirahat yafta ulama se hua karte hain. to koi istirahat yafta ulama baqi nahin rahenge.
1:41:31yeh yeh matlab harghiz nahin hai is ka. istirahat yafta ulama ki tadad aur zyada badh jayegi. baseerat wale ulama, wisdom wale ulama, spirit wale ulama nahin rahenge. yeh matlab hai is ka. is mein istirahat yafta ulama bada nahin hain, is se harghiz. ahl-e-baseerat to
1:42:02ek hai yeh ki aap khoob maloomat, aap ko information, aap ko khoob taqreer karna aap ko aata ho. yeh hawale, woh hawale, yeh sab aate hon aap ko. lekin aap ke andar agar yeh baat na ho ki aap tajziya kar saken, analysis kar saken, baseerat is ke andar jo hai, us ko daryaft kar saken, jo wisdom jo hai, us ko aap jaanen, to woh woh woh unhi ka zahab hoga. wahi uth jayenge, wahi chale jayenge. yaani ek ek lafz mein kehta hoon ki ahl-e-baseerat ulama uth jayenge. ahl-e-baseerat ulama.
1:42:47maulana, agla sawal miss naghma siddiqui ka hai dilli se. unhon ne likha hai: "maulana, aap ki kitaab tajdeed deen mein ulama ke uth jaane ka matlab khushu ka khatm hona bataya gaya hai.