Role of mosque in dawah
“What is the role of the mosque in dawah and how can we use it for dawah work? Kindly, what is the role of the mosque in dawah work, and how can it be used?”Asked by دانش, دلی
He answers at 1:11:02 in Sahaba and Muhaddithin 24th · 1 min 17 sec
1:11:02tab ja kar ke woh tayyar hoga, yani us par ghaur karne ke liye. Maulana, agla sawal Dilli se hai, Danish sahib ka. Unhon ne likha hai: What is the role of mosque in da'wa aur kaise hum isko use kar sakte hain da'wa work ke liye? Kindly role of masjid ka kya role hai da'wa work mein, aur isko kaise istemal kiya ja sakta hai? Dekhein, masjid aur madarse ki baat nahi hai, yeh toh insaan ka mamla hai. Jahan insaan hai, wahan dawat hai. Yeh nahi ke aap masjid ko le kar baith jayein, madarse ko le kar baith jayein.
1:11:43Aap ko insaan oriented kaam hai da'wa. Yeh main isko nahi manta ke bas masjid bahar tareekh chalayein toh dawat ho gayi. Sahab, beshtar insaan toh masjid ke bahar hi hain, toh kya karenge aap? Yaani 99 percent insaan toh masjid ke bahar hain, toh kis pe dawat nahi karna hai aap ko? Toh yeh main samajhta hoon ke dawat ka kaam insaan war tareekh hai, woh na toh masjid war hai, na madarsa war.
1:12:20Maulana, agla sawal Maulana Inayatullah Umri sahib ka hai, Bangalore se. Unhon ne likha hai: "Hindustan ke Muslim madaris government se takraaye kiye baghair kaam karte hain, lekin madarse se nikalne wale yahi ulama baad mein government ke khilaaf takraao ki tehreek chala dete hain.