1:01:11yeh sawal aaya hai maulana inayat umri sahib ka bangalore se. unhon ne likha hai: "musalman zawal ka matlab yeh samajhte hain ke un se hukoomat chheen gayi." maulana sahib, kya yeh soch sahi hai? yeh soch bilkul galat hai. yeh duniyawi, yeh secular tasawwur hai, duniyawi tasawwur hai zawal ka. hukoomat ka milna na milna quran mein hai ke tilk al ayyamu nudawiluha bayna al nas kabhi un ke paas hukoomat, kabhi un ke paas hukoomat. hukoomat musalmanon ki manafli nahin hai. musalmanon ka jo zawal hai, woh dekha jayega islam ke aitbar se ke un mein spirit
1:02:05islam ki hai ke nahin hai, dua work hai ke nahin hai, un ka khauf khuda un ka hai ke nahin hai, mohabbat khuda un ke hain ke nahin hai. jo islam ki bulooz hain, is ke aitbar se un ka zawal ko dekha jayega. baqi polit, yeh hukumat ka kuch bhi taluq zawal se nahi hai, woh to ek duniyawi baat hai. aur quran mein saaf saaf yeh hai ke yeh ek ke paas nahi rehta, tilk al ayyamu nudawi luha bayn al nas kabhi un ke paas, kabhi un ke paas.
1:02:44is ka taluq zawal se nahi hai. zawal ka taluq islamic values se hai, islamic duties se hai, islami zimmedariyon se hai. woh kehta hai zinda hai, woh zinda hai to ummat zinda hai, nahi to ummat zawal ka shikar hai. maulana, agla sawal up se aya hai mister rahul sharma ka. unhon ne likha hai: "Why is pork and alcohol prohibited in Quran?