1:39:19maulana, agla sawal dilli se hai mr muhammad altafuddin inamdar sahib ka. unhon ne poocha hai ke: "da'i ke khaas sifaat bataein, aur da'i mad'u se start mein kaise baat karein?" sara wahi khulasa hai: "well wishing, khair khwahi." maan baap ko apne bete se khair khwahi hoti hai, to is ko koi is ko mashwara poochne nahi jata. woh woh khud janta hai ke mujhe kya karna chahiye. to sara jo is mein, yaani jo is ka jo khulasa hai, woh yahi hai ke madu ke liye khair khwahi, well wishing. jab tak yeh nahi hogi, tak batane se bhi kuch baat aadmi pakdega nahi.
1:40:16jo mohabbat hoti hai maan baap ko apne bete se, woh mohabbat jab tak paida nahi hogi madu se, tab tak yahi sab rahega. Maulana, un ka ek aur sawal hai. unhone poocha hai ke: "sahaba ke khane, rehne aur sone ka kya nizam tha?