19:39maulana, agla sawal dilli se faraz khan sahib ne kiya hai. unho ne aap se poocha hai: "maulana, what is the essence of Alhamdulillah Rabbil Alameen?" alhamdulillah rabb ul alameen ka tarjuma hai ke sare hamd allah ke liye hain. sare hamd allah ke liye. main samajhta hoon ke yeh wasee ek cheez hai. jaise greek philosopher ke baray mein aata hai ke
20:30kya kehta hai usay? main ne pa liya. eureka? eureka, eureka ke quran ko jab aap bohat ghor karenge to allah ke tofeeq se aap par badan khulenge. phir aap kahan padhenge ke wallah wajadt, wallah wajadt?
20:56yahi tareeqa hai. misalan yeh jo maine kaha ke alhamdulillah rabbul alameen, woh sahi hai jaise ke is ne kaha tha: eureka, eureka. toh abhi kal mujhe samajh mein aayi yeh baat kal ke yeh eureka jaisi ek cheez hai.
21:26toh wallah wajadt, wallah wajadt ya eureka, eureka yaani quran ki quran ki form ka raaz maine daryaft kar liya. muhammad bilal shafi sahib ne dilli se sawal bheja hai. unhon ne likha hai: "maulana, aap ne quran ko misl ke sath samjhane ke bare mein bataya hai.