Staying connected to faith in modern times
“In this modern and rational time, how can we keep ourselves connected to religion? Please tell us about this.”Asked by ابو سہما, اعظم گڑھ
He answers at 24:26 in The Quran · 2 min 55 sec
24:26maulana azam garh se ek student hain, abu suhma. unhon ne sawal bheja hai. unhon ne likha hai: "is modern aur rational waqt mein hum apne aap ko deen se kaise jode rakhein? us ke bare mein maulana hamein bataiye." dekhiye, jis cheez ko modernism kaha jata hai, woh sara ka sara islam ki taeed mein tha. islam ki taeed mein
25:05woh mu'eedah quran tha. woh lekin musalmanon ne is ko islam ke khilaaf samajh liya. to is mein jo ta'eedi parhi thi, us ko be khabar ho gaye woh. to ab hamein re discuss karna pare ga.
25:32jaise ke aap dekhiye, ek quran mein ek aayat hai ke woh kya hai? sahib, woh woh sofa. sunurihim ayatuna fil afaqi wa fi anfusihim hatta yatabayyan al-haqq. haan, aap dekhiye, is mein aayat mein hai ke quran ke bahir jo nishaniyan hain, phaili hui, woh
26:07kholi jayen gi. to un ka hamein jaanna chahiye. un se quran zyada marka hoga. yeh bahir jo cheezein hain, jis ki kaha jata hai ke is se door raho, nahin, woh to mu'eedat quran hain. quran ki yeh ta'abeer mazeed hoti hai quran ki. quran ki ta'abeer mazeed ke liye.
26:55maulana, agla comment bheja hai doctor naghma siddiqui ne dilli se. unhon ne likha hai: "i have understood that to seek a guidance from the quran, we need to contemplate and do dua so as to understand the creation plan of god. i will try to study quran with this spirit." maulana, agla sawal miss tuti malhotra ne bheja hai dilli se. unhon ne aap se poocha hai: "maulana, should we have fear of god or love of god?"