36:59maulana, unka ek aur sawal hai. unhone poocha hai ke: "sahaba ke khane rehne aur sone ka kya nizam tha? hadith ki roshni mein batayen." aap woh kitab padh lijiye: maulana altaf, maulana woh kya naam ka hai? toh sahaba ka hain yusuf, haan yusuf, aasif ka naam yusuf kandhalvi. haan, maulana yusuf kandhalvi ki kitab hai, bohat hi comprehensive kitab hai. woh hajat sahaba, woh arabi mein, urdu mein, angrezi mein chhap chuki hai. aap jo zaban aap ko aasan ho, use padhiye. is mein poori tafseel mil jayegi aap ko.
37:44maulana, agla sawal hyderabad, pakistan se aaya hai mr noman afzal sahab ka. unhone poocha hai ke: "insani shukr aur hawani shukr par roshni daleye."