39:09maulana, agla sawal ah bheja hai miss dania mustafa ne pakistan se. unhon ne aap se poocha hai ke: "maulana sahib, what is the first step in rediscovering Quran?" kiya matlab hua? ke ah islam ko re discover karne ke liye pehla qadam kiya hona chahiye logon ka? meri samajh nahi aayi, pehla qadam kiya? ah, mere re discovery khud hi qadam hai. starting point shayad jaan na chah rahi hai ke kaise, kis cheez ka, kaise islam ko re discover kiya jaye? bhai, meri samajh nahi aayi. ah, pehla qadam to yahi hai ke re discover ho gaya to pehla qadam ho gaya woh.
39:58maulana, doosra sawal lete hain. ah, yeh sawal gwalior se bhej diya hai. sawal un ka woh ke Quran ko re discover karne ke liye jo koshish ki jaye, us ka pehla qadam. hmm, yeh ji ji shayad yahi lag raha hai. maulana, to mere nazdeek dua, dua kijiye aur Allah taala aap par barish barsa dega. Quran ki barish, aap dua kijiye Allah rab ul alameen se aur woh aap ke upar Quran ki barish barsa dega. maulana, agla sawal dohra dun se javed alam sahib ne bheja hai. unhon ne likha hai: "maulana wahiduddin khan sahib kis firqe ko belong karte hain?