34:32maulana, agla sawal bheja hai miss nadia saif ne. unhon ne apni location nahi likhi hai. un ka sawal hai: "maulana sahib, aap ne bilkul sahi kaha, aaj ki aaj ki har koi family oriented zindagi guzar raha hai aur usi fikr mein pada hai ke bas family khush ho jaye, lekin aakhir mein kuch bhi hath mein nahi aata. is se bachne ka kya tareeqa hai? yeh hum sab ko bataen." tareeqa yeh hai ke aap chhodiye, allah ko pakdiye, bas aur kya tareeqa hai? ji, jaise main dekhen, aaj subah utha to mere mind mein tha ke aaj koi speech nahi hogi. main ne rest se keh diya ke bhai, ab koi speech nahi hogi. to rest ka agar nahi, kuch to hona chahiye. to isi soch mein main wahan se yahan aa raha tha.
35:30jab main seven ke gate pe pahuncha to achaanak mere dil mein kaha: "assalam o alaikum ayha al malaika." is ka matlab yeh tha ke main malaika se keh raha hoon ke malaika batao, main kya karoon? meri samajh mein kuch nahi aa raha. to achaanak unhon ne bataya ke batao logon ko ke som to is liye hai ke logon ka mind trigger ho. som jo hai, fast shock hai. yeh yeh sab log karein, is mein mushkil kya hai? aamir mori sahib ne kashmir se apna comment bheja hai. unhon ne likha hai: "maulana sahib, your lectures are the source of mind triggering for all of us.
36:21whenever we listen to you, we feel more connected to god. thank you so much. may god bless you." maulana, agla sawal bhi bheja hai azhar mubarak sahib ne.