Overcoming fear of God from childhood
“We have been taught from childhood to fear God. How can we overcome this?”Asked by Khaled Idris, Sydney, Australia
He answers at 58:06 in The Culture of People of Paradise · 2 min 18 sec
58:06woh weak nahin hai kyunke iska ek known target hai: khaliq ki qurbat. maulana, agla sawal sydney, australia se khalid idrees sahib ne kiya hai. unhon ne likha hai ke maulana sahib, hamein bachpan se khuda se darna sikhaya gaya hai. is cheez ko hum kaise overcome karen, is ke bare mein bataen. dekhen, darna ke maani woh nahin jaise ke aap saanp machhli darte hain. is ke maani hain khuda ko apna soul consent banana. taqwa ka matlab hai khuda ko apna consent banana. woh nahin hai ke saanp
58:59saanp bacho! to woh kahan hai? woh saanp bacho kahan hai jise dare hain? aisa to saanp bacho hai hi nahin! aisa saanp bacho to hai hi nahin! to woh consent ke maani hain ke sab is ka beginning jo hai, jo taqwa ki beginning hai, woh hai "alhamdulillah". yani allah ki blessing ka ehsaas, allah ki blessing ko discover kar ke jo allah se nemmat, allah ki blessing ko discover kar ke jo mizaj banta hai, woh paida karna hai apne andar. aap ek lafz ko na len, pure quran ko padhen
59:48to isi ko doosre lafzon mein farmaya hai ke "walladhi na'manna ashaddu lillah". "walladhi na'manna ashaddu lillah" yani allah ka taqwa jiske andar ho, uske andar allah ki mohabbat bohat zyada hogi, ho jayegi. kyunke woh, kyunke woh jo hai allah ka ki discovery, woh sari ki sari base karti hai blessing par, nemmat par, inaam par. maulana, agla sawal dilli se bheja hai mr harsh raj ne. unhon ne likha hai: "maulana, happy new year to you and a belated happy birthday!