49:55maulana, agla sawal chennai se hai maulana iqbal umri ka. unhone likha hai: "maulana, ek sahib ne farmaya ke hathiyar uthane ki niyat rakhna bhi sunnat hai. kya yeh sahi hai?" sahi kahein ya jhoot hai, sahi to bohat door ki baat hai. is liye ke dekhiye, musalman is baat ko bhool gaye hain ke criteria sirf quran o sunnat hai. yaani yeh jo aap farma rahe hain, to yeh batana padega aap ko quran o hadees mein kahan likha hua hai. ek muhaddis ne bohat sahi kaha tha ke is tarah ke maamle mein aatuni shaam min kitab Allah hatta qul imam muhammad bin hanbal jo mashhoor muhaddis hain, isi tarah ke soorat e haal mein unhone kaha tha ke ai
50:43atuni shaam min kitab Allah hatta qul mere paas quran se koi cheez lao, tab mein bolunga, warna us ko yaani us qabil nahin samjhunga ke us ko mein answer karoon. wohi mein kehta hoon ke jis ko kuch kehna hai, us se pehle woh quran pesh kare, hadees pesh kare, nahin to us ki baat sunne ke qabil nahin hai. maloom woh woh woh letter bin mein daal di jayegi, kooday khaane mein daal di jayegi. maulana, agla sawal lahore pakistan se hai muhammad sajjad sahib ka. unhone likha hai: "After a long struggle, Muslim brotherhood came into power in Egypt through democratic process.