“Quran focuses mostly on God and afterlife. If we say that, then in response they say that Quran discusses every issue of life. Maulana, what is the misunderstanding in this? Please clarify.”Asked by Maulana Iqbal Umari, Chennai
maulana, agla sawal bheja hai maulana iqbal umri ne chennai se. unhon ne likha hai: quran khuda aur akhirat ke bare mein hi zyada focus karti hai. agar hum aisa kehte hain to jawab mein woh kehte hain ke quran zindagi ke har masle mein guftagu karta hai. maulana, is mein kya maghalta hai? is ko wazeh karen. mujh se misaal puchiye, har masle ke har masle ka lafz bhi ek bid'at hai. har masla kya hai? akhirat ka masla, khuda ka masla, har masla nikal rakha hai. mukammal mukammal nizam, yeh sab bid'ati alfaaz hain.
quran ka mauzu yeh hai ke insaan Allah ko jaane aur woh kaam kare jis se us ko jannat mein dakhla mile. yeh har mukammal nizam aur har masla, yeh sab logon ke apne khud sakhta alfaaz hain. jo aisa kehta hai, us se pucho ke kahan kahan hai woh ayat? woh ayat batao. maulana, agla sawal bheja hai mehtab sahab ne dhampur se. unhon ne likha hai: maulana sahab, aksar musalmanon se deeni baat karte hue un ke jawab se itni takleef hoti hai ke agar aap ki guidance na ho to un se badzan ho jaon,
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.