47:10Delhi se mister Abdullah Riyazi ne sawal kiya hai. unhon ne likha hai: "maulana, maqam mehmood se kya murad hai? rasool Allah ka tareekhi role kya tha? us ko wazeh karein." bhai, is pe to hum bohat likh chuke hain. us ko padhiye. is pe main hamari kitabein padhi hain. is pe, is pe bohat zyada is pe likha hua hai. aap us ko, us ko kitab padh lijiye. us ke baad jo baat sawal baqi rehta hai, us ko bataiye.
47:45main inshallah us ko arz karunga. mister Shah Imran Hasan ne Delhi se yeh sawal likha hai: "Urdu ki mashhoor afsana nigar Miss Q. A. Haider ne likha hai ke mazhab ne pehle afim ka kaam kiya. mazhab ne pehle afim ka kaam kiya tha. ab mazhab aag aur gole barsa raha hai. Maulana sahib, is par aap kya kahenge?" mazhab ne nahi kiya, mazhab ko manne walon ne kiya. ghalati yahi hai ke yeh religion open of mind jo kaha tha, jis ne woh, us ne kaha tha mars ne.
48:29to woh jo baat mazhab ke bare mein kahi, woh asal mein un logon par chaspn hoti hai jo mazhab ko ke naam par yeh sab phailate hain. pehlay bhi tha, ab bhi. yani pehlay bhi yahi tha ke mazhab ke naam par jo