Muslims' universe research and Quranic scholars
“Your statement that research on the universe did not begin among Muslims: was the first group of Quranic scholars also unaware of this?”Asked by جاوید حیات, ممبئی
He answers at 59:02 in Dars-e-Quran, Ch. 12, V. 105 ; Ch. 10 V. 61 (Study of Nature) · 2 min 20 sec
59:02maulana agla sawal mumbai se aya hai javed hayat sahab ne kiya hai. unhon ne likha hai, "maulana aap ka yeh kehna ke kainat ki research ka talluq se musalmanon mein beginning tak nahi hui, kya Quran ka awwal makatib groh bhi is se bekhabar raha? Is ke bare mein batayen." bhai aap kya kya kyun kehte hain? aap mujhe misaal dijiye.
59:26sawal kyun karte hain mujh se? aap aap nahi mante? aap to aap misaal dijiye. meri baat ko aap nahi mante to aap misaal dijiye. meri baat to misaal hai ke quran mein misaal ke taur par hai ke yani woh ayat padhi
59:55thi, "firaun ki lash baqi rahe gi." fi al-yawm ka ibadat nahi kar li. haan. is ka tarjuma padhiye. pas aaj hum tumhare badan ko, tumhari body ko bacha kar rakhenge taake yeh tumhare baad walon
1:00:21ke liye nishani ho. ab dekhen ke baad walon ke liye nishani to yeh nishani kab zahir hui? Na amiat period mein, na bast period mein, na uathman period mein.
1:00:48yeh to zahir hui yani Muslim period ke khatme ke baad kuch yani France ke aur Germany ke kuch researchers ne woh gaye wahan par qahira aur wahan bohat dinon tak unhon ne tehqeeq ki to unhon ne ailan kiya ke yahan maujood hai.
1:01:16yeh to waqea hai. kaise inkar karega is ka? Maulana agla sawal bheja hai Tariq Badr sahab ne Pakistan se.