maulana, agla sawal Maulana Farhad Ahmed sahib ne kiya hai delhi se aur unhone aapse poocha hai ke how do I become condition free person aur a person with objective mind ? Please guide me in this regard. Bhai, mera to tajurba yahi hai ke aadmi ko khud apna chaukidar banna padta hai, apna khud apne oopar nigrah banna padta hai. tab ja kar yeh hota hai ke woh apni ghaltiyon ko samjhe, is ki islaah kare. to jin logon ke andar Allah ka khauf ho, woh yahi karte hain. Agar aadmi apna nigrah na bane to is ka matlab kiya hota hai?
Allah ka dar nahi hai. Kyun ke aakhir kaar to saara maamla Allah ke saamne pesh kiya jaane wala hai. Maulana, agla sawal Saeed Anwar sahib ne kiya hai, unhone likha hai ke I could never understand that why God tests a man when he is already aware of his response.
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.