52:02ly Al-Risala ke har mah bar bar mutala kare to woh Khuda ki tofeeq se Khuda ko shaoori taur par pehchan sakta hai." Maulana, agla sawal Etanagar, Arunachal Pradesh se Muhammad Bilal Shafi sahib ne bheja hai. unhon ne likha hai: "Maulana, please ibadat out of habit aur shaoori ibadat ke bare mein kuch bataen, and how to help people realize this difference?" is ke bare mein bataen. dekhiye, ibadat ke bare mein main ne bohat kaafi likha hai Tafsir mein, Tazkir-ul-Quran mein, Al-Risala mein mazahib bhi ate rehte hain, kitaben is par chhapi hain, ibadat kya hai? to dekhiye, ibadat ka ek form hai, har cheez ize ka form hota hai, ek hai us ki spirit. to maujooda zamane ki halat yeh hai ke form to maujood hai, spirit ghayab hai, aur yeh hadith
53:17mein prediction ke taur par aayi hai yeh baat ke ek zamana aayega jabke masjidain namaziyon se bhari hongi lekin woh taqwa se khali hongi. masajid aamra, woh kharab mun al-huda, wahi kharab mun al-huda.
53:45toh yeh taqwa se khali ke mani hain, spirit se khali. toh yeh toh yeh jo surat-e-haal hai, yeh bata di ke hamein kya kaam karna hai. sirf logon ko form ke masail batane se hamara haq ada nahi hoga.
54:09form ka matlab kya hai? Masail toh masail bataye toh isse haq ada nahi hoga. namaz ki spirit ko zinda karna hoga, namaz ki rooh ko zinda karna hoga, tab hamara farz ada hoga. Maulana, agla sawal Imran sahib ne kiya hai Kuwait se.