boli bolta hoon. yeh to bilkul ilzam hai, jhoothi baaten hain. misaal dijiye, aap misaal dijiye, yeh to bilkul ek jhootha ilzam hai. main sirf analysis karta hoon aur naseehat ki baat karta hoon. Maulana, agla sawal Asif sahib ne bheja hai Kerala se. unhon ne likha hai: "How can we get spiritual development by Salah? What preparations we need to do for it? Please advise me on this." Dekhiye, namaz ko log jab chahte hain padhna toh misalein padhte hain. har masjid, masjid mein, har madrasay mein namaz ka topic padhaya jata hai, lekin woh kya hota hai?
masail, masail, masail, masail. asal baat hai ke namaz ka jo rooh hai, taqwa, isko padhaya jaye toh woh cheez paida hogi jo aap farma rahe hain. agar sirf masail bataye jayein aur masail ke dhoom machayi jaye, aur jo hamari charon firqay hain, charon
firqay hain, kya hain? Masail ke dhoom hain wahan par, spirit ke dhoom nahi hai, hamari firqon mein. toh firqay mein, madraso mein aur hamare taqreeron mein masail ki dhoom rehti hai. Hanafi aur Shafi ke darmiyan jo ikhtilafat hain, woh masail par hain, rooh par nahi hain. toh hamein bajaye masail ke, iski spirit ko logon ko khoob batana chahiye, woh logon ke andar
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.