58:53maulana, agla sawal mumbai se javed hayat sahab ne bheja hai. unhon ne likha hai: "maulana, jaisa ke aap ne kaha ke sachai kabhi burhana shakal mein samne nahi aati, is par hamesha shubah ka parda hota hai.
59:21aaj jo insan is shubah ke parde ko phaar na sake, is ke liye jahannum kyun? zyada se zyada is insan ko jannat se mahroom kiya jata hai, aisa kyun?" bhai, is ke liye main kya jawab doon? Aap Quran ko parhiye ke Quran mein kya likha hai? Jo khaliq hai, jis ne khalq kiya hai, usi ne kitab bheji hai. Ab dekhiye, is mein kya likha hua hai, usi ka mutalia kijiye. Ji, molana, agla sawal lete hain jo ameer qureshi sahab ne bheja hai abu dhabi se. Unhon ne likha hai: "af der is no war against non muslim