doctor safeena tabassum ne saharanpur se sawal bheja hai, unhon ne likha hai: "maulana, maulana sahib, wai do you say that truth and violence cant exist together? is ko elaborate karen." dekhiye , is tarah ke jo waqiat bataye jate hain, un ko main ne detail ke sath samajhne ki koshish ki. yeh sare waqiat without any exception retaliation ke waqiat hain.
musalman kehte hain ke hamare upar zulm ho raha hai, zulm nahin. yeh kehna chah ye ke hamari ghalat policy ke nateejay mein pakistan hi hamare upar retaliate kar raha hai. jawab-i-iqdam to agar is ko maan liya jaye aur is ko follow kiya jaye, yani doosre ki
nose ko up hat na karen to kuch bhi nahin, kuch bhi nahin, kuch nahin. jo aadmi is ko na maane, is ko kar ke dekhe. jo aadmi is ko na maane, is ko kar ke dekhe.
pehle is par practice kare, phir mujhe bataye. misalan kashmir mein, falasteen mein, aap apni taraf se na pathar marien, na bomb marien. is ke baad mujhe bataiye ke phir kya hua? 60 saal aap ne pathar marne ka tajurba kiya hai, bomb marne ka.
sabr ka matlab hai non violent struggle. aap kar ke dekhiye is ko. abhi aap violent struggle kar rahe hain, ab non violent struggle kar ke dekhiye. wahi hoga jo gandhi ke sath hua.
aap jante hain ke india mein pehle azadi wale log agar un ko koi goli marte the, pathar marte the to woh bhi karta tha. jab gandhi ne ya yeh kiya, kapra bhi utar diya aur totally non violent ban gaye. totally un ke hath mein sawal ek lutiya ke sath kuch bhi nahi
tha. to us zamane ka ek latifa hai ke up ke area mein ek angrez character tha, to us ne kaha ke jab us ne socha ke jab gandhi ne kapra tak chhod utar diya aur us ke hath mein na koi pathar hai na bomb hai, to main
kaise marun us ko? to us ne ek us zamane mein telegraph hua karta tha, to us ne apne secretariat ko card bheja. اس میں یہ لکھا اس نے کہ "Kindly, kindly, wire instructions how to kill a tiger non-violently." ke "baraye kar
م ہمیں بتائیے کہ ہم ایک شیر کو بغیر تشدد کے کیسے ماریں؟" "Kindly, your instructions, how to kal a tiger non violently" to musalman kar ke to dekhen, har aadmi bolta hai us ke khilaf. lekin koi kisi ne aaj tak kar ke nahi dikhaya, kisi ne aaj tak kar ke nahi dikhaya.
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.