43:35agla sawal molana miss tuti malotra ki taraf se aaya hai dilli se. she writes "does islam have a similar concept such as karma in monastic religions?" nahi, islam mein aisa nahi hai. wo theory jo karma thi, wo islam mein nahi hai. matlab wahan doosre maani mein islam ka, wo islam mein jo concept hai, wo hai personality building. aadmi apni personality building karte waqt tazkiya, yani tazkiya par base karti hai islami theory, karma par nahi. is par hum ne kafi likha hai ke tazkiya ka matlab hai apne aap ko purify karna, aur wo aik alag concept hai.