maulana, agla sawal bheja hai chennai se maulana iqbal umri ne. unhone likha hai: "maulana, aksar musalman ghulami aur azadi ki istilaah mein sochte hain. is ki asal wajah kya hai? is ke bare mein bataein." yeh toh istilaah ko mein shaitani istilaah samajhta hoon. jo cheez quran mein aur hadees mein nahi hai, woh shaitani hai.
kahan quran bhi ghulami o azadi ki istilaah hai? yeh istilaahi hai, batil hai. yeh saari dunya allah ki hai, saari dunya khuli hui hai, poori dunya hi azaad hai. yeh nahi ke aap yahan azaad hain, wahan ghulam hain.
yeh tasawwur bilkul galat hai. har jagah, yaani hadees mein aaya hai ke rasool allah ne farmaya: "toh saari zameen mere liye masjid hai." toh kahan ghulami aur kahan azadi? rasool allah ne farmaya ke saari zameen ko allah ne mere liye masjid bana diya hai. Yaani saari zameen mere liye Allah ki zameen hai. Mere liye is maani mein nahi ke wahan hukoomat karoon. Hukoomat ke liye nahi hai. Yeh nahi ke main har jagah namaz parhoon, har jagah ibaadat karoon, har jagah dawah phailaoon, har jagah insaniyat ki taraqqi ka kaam karoon. Is ke liye poori duniya mere liye, mere liye to nahi ke ummat ko de di
saari dunya hi hamare liye azadi ki dunya hai. kyunke allah ne kaha ke saari dunya tumhare liye khol di gayi hai aur aman ke saath kaam karo. koi rukawat nahi hai. maulana, kuch aur comments parhna chahenge.
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.