dawati kaam ko zyada effective banane ke liye aap ko team ke sath judna padta hai aur team ke ke aur team work ki surat mein dawah ka kaam karne ke liye zaroori hota hai ke aap aap ke andar tolerance ho ye hai poori baat. Maulana Jordan se Rashid Ahmed sahab ne sawal kiya hai unhone aapse poocha hai ke Maulana sahib kya Khuda insaan ki roohaniyat se juda hua hai iske bare mein mujhe bataye. Ye ak akele khuda ke baghair koi rohaniyat hi nahi. rohaniyat to mere nazdeek nami is baat ka hai ke aap aap khuda ko discover karen khuda se apna ta'alluq banayen khuda ke jo kalmat hain jo tajalliyat hain is ko janen khuda mein sochen yani
khuda se alag reh kar ke rohaniyat az nothing kyunke source of rohaniyat to khuda hi hai aap to receive karte hain aap giver nahi hain aap taker hain to mera tajurba yahi ke agar main apne aap ko akela bana loon to meri rohaniyat khatm ho jayegi lekin jab main khuda jodta hoon tab mujhe khuda mere liye power house ban
jata hai ke idhar se aa rahi hai mere liye rohaniyat ki ro shni. maulana agla sawal jamal bin saad ne kiya hai unhone apni location nahi likhi hai unka
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.