Explaining Ramadan to non-Muslims
“How to explain Ramadan to a non-Muslim? They ask: 'What is the meaning of fasting for a whole month?' Why do you start from fasting as the starting point? You should first tell other things.”Asked by Niaz Ahmed, Jammu and Kashmir
He answers at 1:12:04 in Roza and Quran · 1 min 38 sec
1:12:04maulana, agla sawal mr. niaz ahmad ka hai, jammu kashmir se. unhon ne likha hai ke aik ghair muslim ko ramzan ke bare mein kaise samjhaya jaye? woh kehte hain ke aik mahine tak roza rakhne ka kya matlab hai? aap yahan se kyun is ko starting point ko banate hain ke roze par aap se us ko shuru karte hain? dawood, aap pehle us ko yaani jo aur baatein hain jo bataiye, yaani khuda ka wajood, sachai kya hai? quran aik book of god hai. yahan se shuru kijiye.
1:12:49mujhe to aisa koi ghair muslim nahin maloom, kyunke har har mazhab mein roza hai, kahin kisi kisi tareeqe se. sirf islam mein bhi thodi hai. har mazhab mein kahin kisi shakal mein roze maujood hain. to woh apne tareeqe karte hain, musalman apne tareeqe karte hain. lekin dawat ka nuqta-e-aaghaz yeh nahin hai. yahan se dawat nahin shuru ki jayegi. aap use kahiye ke aap abhi kitabein parho. roza to baad ko aayega, roze ka mas'ala mas'ala baad ko aayega. abhi samjho jo us ki basic baatein hain, us ka jo main message hai, us ko pehle samjho.
1:13:28kyunke quran ke bare mein mein kehta hoon, quran jo hai woh christian plan of god ko batata hai. to sab se pehli cheez hai ke christian plan of god ko samjhe aadmi. far higher as the starting point. agla sawal hai Maulana Zikwan Nadvi ka, New Delhi se. unhon ne poocha hai ke "What is ghibbat, that is backbiting, and why it is prohibited in Islam?"