How to develop a purified personality despite mistakes
“Often we do wrongdoings, and in spite of not wanting to, we continue to make mistakes. In such a situation, how can we develop a purified personality?”Asked by Naghma Siddiqui, Delhi
He answers at 53:16 in Paradise · 2 min 5 sec
53:16ji Maulana, agla sawal kiya hai miss Naghma Siddiqui ne Delhi se. انہوں نے لکھا ہے: "Often we do wrong doings and in spite of not wanting to we continue to make mistakes. In such a situation, how can we develop a purified personality?" Dekhiye, purified personality ka matlab yeh nahi hai ke ke koi ghalti na kare aadmi, yeh matlab nahi hai.
53:38hadees mein aata hai ke: "kul bani Adam khattaon wa khair ul khattain at tawwaboon". tu khata karna, yani aadmi khata na kare, yeh koi baat nahi hai. khata ho aur aadmi foran lotay, tauba ka matlab hai lotna. tu balkay aik hadees yahan tak hai ke insaan agar ghalti na kare to Allah aik aur makhlooq
54:01paida kare ga jo ghalti kare aur tauba kare. kyun? is ki wajah kiya hai? yeh ghalti se to hamara irtiqaa hota hai. ghalti jo hai, yaad rakhiye, har ghalti, har khata hamare liye kiya hai? woh shock treatment hai. shock treatment na ho to hum islaah bhi apni nahi kar paen ge.
54:24ghalti aap ko jhanjhoarti hai, brainstorming paida karti hai. to woh shock treatment hai. to ghalti karna koi koi aib ki baat nahi hai. ghalti ke baad foran aadmi chaokar na ho jaye aur apni islaah kare.
54:47yeh baat quran mein maujood hai: "sab yatooboon min qareeb". jaldi hi tauba kar lete hain. woh toh matlab jo hai, jo matloob hai, woh yeh hai ke ghalti ke baad aadmi chaokar na ho jaye, foran tauba kare, apni islaah kare.
55:10yeh hai tareeqa. ghalti na kare, yeh toh koi hal nahi hai. ji Maulana, agla sawal Saharanpur se kiya hai Muhammad Tauseef Qasmi sahab ne, aur unhone likha