maulana, agla sawal maulana iqbal umri ne bheja hai chennai se, unhone aap se poocha hai ke quran mein lagho se i'tiraz karna kaha gaya hai, is ke bare mein batayen. dekhen, lagho ke mani aise hain, yani bekar cheez, fazool cheez. to main yeh samajhta hoon ke yahan par murad hai ke irrelevant cheez, hamare mission ke lehaz se irrelevant hai.
to zindagi mein hamesha aisa hota hai ke aap ka jo mission hai, aap ka jo goal hai, to doosre log aisi baaten karte hain jo aap ko apni taraf attack karen, lekin wo aap ke mission ke aitbar se irrelevant hota hai. misal ke taur par, aap jaan rastay mein kisi ne patakha chhod diya to aap lage ladne us se.
to patakha ek aap ke lehaz se ek lagho cheez hai, to lagho cheez se i'tiraz kijiye. koi bachcha laga patakha chhod diya hai to aap chalen, aage badh jayen, us ko i'tiraz kar ke, avoid kar ke. yeh matlab hai mere nazdeek lagho ka ke apne mission ki nisbat se, apne maqsad ki nisbat se
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.