1:00:28maulana, agla sawal bangalore se kya hai javed sahab ne, aur unhon ne likha hai ke maulana, you said in today's lecture that sabr is taking a U-turn. I did not understand it. Can you elaborate as to how sabr means taking a U-turn?
1:00:51dikhye, sabr ka matlab kya hai? Patience, tahammul, yani react na karna. sabr ka matlab hai react na karte hue sochna. yani koi soorat-e-haal pesh aayi to aadmi kya karta hai? Foran react karta hai. koi bhi soorat-e-haal pesh aaye, mushtael ho jata hai, ghussa ho jata hai, react karta hai.
1:01:15to is ka jo ulta hai, woh sabr hai. is ka ulta jo hai, woh sabr hai. to is ka maani hai ke jo instinct jo aata hai aadmi ke mind mein, jo baat hai, isko na is se mutasir na ho kar ke doosra U-turn lene wala.
1:01:38to practical tor par dekhen, yeh to U-turn hai. aap chal rahe hain, chal rahe hain, society bombing kar rahe hain aur political activity chala rahe hain, lekin koi result nahi nikalta. to sabr karna padega, tab sochenge aap.
1:02:01yani logon ko bharkane ko bhulana padega, nuksan ko bhulana padega, logon ke sazishon ko bhulana padega. It requires patience. to jab tak aap sabr nahi karenge, aap ke andar tahammul nahi aayega, aap ke andar positive thinking nahi aayegi, aap objective andaaz mein assess nahi kar payenge.
1:02:24yahi to sabr hai, aur kya hai? Quran mein dekhiye, ek aayat hai fasbir kama sabara uli al-awliya min rusulim la ta'ajjil lahum. to Quran mein sabr ka ulta ajlat bataya gaya hai. sabr ka ulta ajlat, jald bazi.
1:02:47to jald bazi kia hai? Reaction hai. to reaction ka ulta kia hai? Positive thinking hai. to aap ghor kariye, to amalan sabr ka matlab yahi hota hai. aap khud ghor karenge to aap ko aap par clear ho jayegi yeh baat.
1:03:11Okay, so we will end this session now. If you want to join CPS Peace and Dawah initiatives or you want to be a Quran distributor in your local area, then kindly write to us at info@cpsglobal.org. We will be back next Sunday, same time at 10:30 AM. Thank you.