Retaining focus on fear of God
“While we know we are accountable to God as we fear Him, but still we often do wrong as we lose focus. How can we retain focus of fear of God?”Asked by Miss Naghma Siddiqui, Delhi
He answers at 48:16 in Fear of God · 3 min 59 sec
48:16maulana, agla sawal kya hai miss naghma siddiqui ne, dilli se, aur unhone likha hai: "While we know we are accountable to god as we fear him, but still we often do wrong as we lose focus. how can we retain focus of fear of god? "dekhen, baat yeh hai ke aadmi har waqt apne temperature se ke andar hota hai, shaitan ke
48:43waswase ke andar hota hai. to ek taraf aadmi ki apni khwahishen aur doosri taraf shaitan ka waswasa. jaise koi baat kisi ne kahi to zaroor aisa hota hai ke aadmi ka ego touch ho jata hai. agar aadmi ke khilaf aisi baat kahi jaye jo usko buri lage, us mein woh offend ho
49:07jaye to uska matlab kya hai? iska ego touch ho gaya. jab bhi koi aadmi offend hota hai ya kisi cheez ko bura manta hai to uska sabab yeh hota hai ke uska ego touch ho gaya. to isko aadmi ko bohat zyada alert rehna padega ke jaise hi uska ego touch
49:30ho, foran woh usko loote, apne ko correct kare. to yeh yeh baat is mein bohat sahi likhi hai ke apne thought ke master banao, apne thought ke master banao. lekin apne thought ka master banaye ga wohi.
49:54yeh jo hai master your thoughts . bohat gehri baat yeh hai ke master your thoughts . lekin mein is tarah koi master ban nahi sakta jab tak usko yeh na ho ke agar mein master nahi banunga to mujhe iska bura anjam bhugtna padega.
50:17jaise singapore mein unko dar hai ke agar mein galati karunga to mujhe canning ka samna karna padega. to canning ka dar unko rokta hai. india mein kisi ko dar hi nahi canning ki.
50:41to subah shaam yahan crime hote hain. to master of thoughts jo hai, bohat hi acha formula hai. lekin is formula ke upar aik cheez hai. woh yeh hai ke aap yeh sochen ke agar maine apne thoughts ko manage nahi kiya, apne
51:04thoughts ko control nahi kiya, apne thoughts ka master nahi bana to Allah ke haan meri pakar ho gi. Allah ke haan meri pakar ho gi. mere baap, hamare jo baap the, woh parhe likhe zyada nahi the. Urdu, Farsi thori parhi thi.
51:28lekin bohat hi naik aadmi the. to aksar woh kaha karte the: "Khuda ko munh dikhana hai." "Khuda ko munh dikhana hai." matlab Khuda ke samne khara hona hai. to apne thought ka master banna bohat acha formula hai.
51:51lekin yeh kaam woh kar paye ga jo yeh soche ke mujhe guard ke samne khara hona hai. us ke samne, us mein guard ke samne main accountable hoon. tab ja kar yeh formula kaam kare ga. warna kaam nahi kare ga.
52:15Maulana, agla sawal lene se pehle aik comment parhna chahen ge jo Dr. Safeena ne bheja hai Ajmer se.