Main message of Quran is fear
“Is it right that the main message of the Quran is indhar, that is fear (warning)?”Asked by Dr. Hina, UK
He answers at 57:57 in Fear of God · 1 min 12 sec
57:57Maulana, agla sawal kya hai doctor Hina ne UK se, aur unhon ne likha hai ke Is it right that the main message of the Quran is indhaar, that is fear? indhaar ke maani hain warning. wahan jo lafz aaya hai, indhaar wala, woh dawat ke liye aaya hai.
58:20dawat ke liye. to is ka matlab hota hai warning. Warning ka matlab kya hota hai? ke logon ko christian plan of God se aagah karna. yani urdu mein hum kahein ke aagah karne wala.
58:40insaan sara dawat ka jo khulasa hai ke logon ko yeh batana ke What is the Christian plan of God? yeh batana. to isi ko bohat hi sakht lafz kaha gaya hai indhaar. indhaar karo, warning do, un ko aagah karo, un ko bohat hi effective andaaz mein batao, yeh hai dawat.
59:04yeh sahih hai, is mani mein aap theek kaha. maulana, agla sawal kya hai dilli se maulana farhad umri ne, aur unhon ne likha hai is there