Difference between hikmah and aql in Islam
“Is there any difference between hikmah and aql? Because many ulema do not appreciate aql and say that it makes people wrong. What is your opinion on this?”Asked by Farhad Umari, Delhi
He answers at 59:10 in Fear of God · 2 min 37 sec
59:10maulana, agla sawal kya hai dilli se maulana farhad umri ne, aur unhon ne likha hai is there any difference between hikmat and aql? Because many ulema do not appreciate aql and say that it makes people wrong. Maulana, What is your opinion on this? bhai, aql to khuda ki ek takhleeq hai.
59:38khuda ne paida kiya. hadith mein aata hai ke Allah ne aql ko paida kiya. to is mein appreciate na karne ki koi baat hi nahin. yeh hadith sabit hai ke aql ko Allah ne paida kiya.
1:00:02to jab Allah ne paida kiya to bilashuba woh woh ek aisi cheez hai jis ko hamein manna hi hoga. baqi woh ek alag cheez hai ke aql ka galat istemal. jo kaha jata hai ke man tamman taqee tazill taqee to man tamman taqee tazill taqee yeh yeh aql ka galat istemal hai.
1:00:27lekin aql ka sahi istemal jo hai, woh to zahir hai ke bohat bari aur sawab ka kaam hai. quran mein bhara hua hai is se ke ke aql ko istemal karo, tafkeer karo. yeh to bohat bohat zyada quran mein bar bar aa raha hai: afala taqiloon afala taqiloon yeh to aql ko istemal karo, yeh to Allah ko matlab hai ke log aql ko istemal karen.
1:00:52is liye aql bohat bari nemat hai, albattah misuse kar ke aadmi apne ko is ka yaani ulta bana leta hai. maulana, in ka pehla hissa jo sawal ka tha, woh yeh bhi tha ke kya hikmat aur aql mein koi difference hai? main is baat se to koi difference nahin hai.
1:01:16hikmat ke lafzi mani to wisdom hain, aur wisdom ka aql jo hai, woh source of wisdom hai. wisdom jo hai, woh kahan se aati hai? aql se aati hai. aur hikmat ka lafzi matlab wisdom hai. donon mein koi yaani safed aur yaani black aur black aur white ka farq nahin hai.
1:01:41donon mere nazdeek ek doosre ka hissa hain. maulana, agla sawal kya hai agra se farooq sahib ne, aur unhon ne likha hai ke How can