55:45meri yeh aap se ek darkhwast hai." aur unhon ne jo sawal poocha hai, maulana, woh is tarah hai ke "kya tauba karne ka islam mein koi khaas tareeqa bhi bataya gaya hai?" is ke baare mein batayein. dekhein, tareeqa kisi cheez ka nahi hota.
56:07saara ek zehni amal hai: tadabbur, tafakkur, tawassul. zehni amal koi tareeqa is se nahi hota. bas sochiye, sochiye, sochiye, soch kar apna correction kijiye. beh-haal, yeh bohat hi khatarnak baat hai ke aadmi tauba qareeb na kare aur tauba baeed tak nabat
56:29aa jaye to phir tauba hi nahi. is waqt tauba ki nabat hi nahi aayegi. tauba ya to qareeb mein hogi, baeed mein tauba hi nahi hogi. yeh is se maloom hota hai.
56:51maulana, dilli se agla sawal kya hai doctor farhat naseereen ne, aur unhon ne likha hai ke "Kindly