41:45mashallah. Maulana, agla sawal Delhi se hai. Maulana Farhad sahab ne kiya hai, aur un ka sawal hai: "مولana sahab, the whole life of Prophet of Islam was based on Dawah mission, but I see the whole muslim world not aware of this fact.
42:04as they are seen indulging in other than dawah or anti-dawah activities. "What is the reason behind the shift of their emphasis?" mein ne chand baar mujhe is ka tajurba hua hai kuch musalmanon se jo parhe likhe thay. mein ne kaha ke aap log dawat ka kaam kyun nahi karte? dawat hai Allah ka kaam.
42:33to unhon ne kaha ke dawat to rasool Allah ka kaam tha. ya rasool to musalmanon mein shayad consciously ya unconsciously yeh baat baithi hui hai ke dawat tha ghair muslimon ki dawat.
42:57rasool Allah ka kaam tha, hamara kaam tha ke namaz roza karein, madarse qaim karein, masjid banayein. yeh ek galat soch hai. poori tareekh mein dawat ki ahmiyat jo hai hadaf ho gayi. dawat ka kaam jaari raha is shakal mein ke Quran apni khud apni taqat se phailta raha, apni
43:21taqat se. kyunke musalmanon mein jo barh bari tehrikein uthein, barh bari tehrikein to un mein se koi dawat par nahi thi, koi kalam par, koi fiqah par, koi millat ke ahya par, koi jihad par,
43:40yaani doosre doosre nishanon par tehrikein uthein, is par nahi uthi. to kisi wajah se logon ka yeh zehan baith gaya ke dawat ka kaam to rasool ka kaam tha, unhon ne kar diya. ab hamein to millat ka kaam karna hai.
43:59waqai yeh tareekh ka ek sawal hai ke kaise, yaani patri jo hai dawat se hat gayi. to ek wajah meri samajh mein yeh aati hai ke logon ne yeh samajh liya ke dawat ka kaam ghair muslimon, dawat ka kaam peghambar ka kaam tha, unhon ne kar diya.
44:16lekin sawal yeh hai ke jo baad ki generation hai, jo jab peghambar mojood nahi hain, to kya woh un ko dawat nahi pahunchai gayi? rasool Allah ne apne contemporary logon ko pahunchaya dawat. ab jo baad ke log hain, un ki baad ki naslein
44:35to unhein bhi pohnchana hai humein. to behrhaal yeh baat sahi hai, lekin is se humein hamari zimmedari ka ehsaas barhta barhna chahiye ke jo kaam, yani ummat mein bohat kam kiya gaya, us ko hum zyada taqat ke sath karna hai.
44:58مولانا، ان کا ایک اور سوال ہے، انہوں نے آپ سے یہ بھی پوچھا ہے کہ "What is