57:53maulana, agla sawal chennai se kya hai maulana iqbal umri ne, aur unhone likha hai ke "result oriented daawa work kiya hai?" maulana, is qism ke sawal log aksar kyun karte hain? is ke baray mein batayen. mein to samajhta hoon ke yahan result ka matlab yeh nahi ke woh islam qabool kar le, yeh matlab nahi.
58:16balkeh hum ka matlab hum sachay speed ke sath dawat ka kaam karen ke Allah ka hukum hai, is liye hum kar rahay hain. sachi speed yeh koi criterion nahi hai ke woh aadmi maan le ke na maan le, yeh uska apna choice
58:35hai. hum us ko dictate nahi kar sakte. humain sirf apnay aap ko dekhte rehna hai ke hum jo kaam kar rahay hain, woh sachi speed ke sath kar rahay hain ya nahi. agar sachi speed ke sath hai to bas wohi result oriented hai.
58:54maulana, agla sawal thane se aya hai mansoor sardar sahab ne kiya hai, aur unhone likha hai