45:35taqdeer kaha gaya hai. Maulana kya yeh sahi hai? Theek theek kaha aap ne, sahi kaha aap ne, bilkul durust hai. Maulana agla sawal Dhampur se bheja hai Mahtab Sahab ne, aur unhone aapse poocha hai ke Maulana Sahab Umrah ka matlab kya hai aur kyun kiya jata hai, aur kya yeh karna zaroori hai? Iske bare mein batayein. Nahi, zaroori nahi hai. Farz to sirf Hajj hai, umrah farz nahin hai, lekin haj ke ayyam ke ilawa ek momin chahta hai ke woh kaaba ko dekhe, kaaba ka tawaf kare, to yeh us ki is tabarruan ek jaiz tabarruan hai. us ke liye umrah rakh diya gaya hai, yaani isi liye kaha jata hai ke umrah chota haj
46:27hai, haj bada haj hai, umr ah chota haj hai. yeh to ek momin ki ek ek tabarruan hai jis ki takmeel ka saman kiya gaya hai umre ki shakal mein.