maulana agla sawal rajouri se kiya gaya hai nisar ahmad qazi sahib ne kiya hai, aur unhon ne likha hai maulana mein ne aik non muslim bhai ko peace literature dena cha ha to us ne yeh keh ke yeh kaha, us to us ne yeh kaha ke pehle arab ko peace ka paigham do jinhon ne dahshat gardi phaila rakhi hai.
maulana aise mauqa par hamein kiya karna chahiye ya kiya kehna chahiye? theek hai, aik to wahan bhi kar rahe hain, yahan bhi kar rahe hain, ab paigham to wahan hi phaila rahe hain, hum yeh nahin ke hum un ko, un ko hum ne justify kar rakha hai, aisa to nahin hai, un ko bhi hum paigham de rahe hain.
abhi mein gaya tha abu dhabi, wahan bhi mein ne yeh baatein kahin, literature wahan hamare saathi le gaye thay, literature wahan taqseem kiya. yeh to yaani sab ke liye hum kar rahe hain, kisi aik ka masla nahin hai. abhi mein latest jo book likh raha hoon, peace duss bonum, is ka khitab bhi sabhi log hain,
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.