1:15:16Maulana, Tamil Nadu se Iqbal Umri Sahab ne sawal kiya hai. unhone likha hai: "Itmam-e-hujjat ki had kya hai?" dekhein, itmam-e-hujjat ki had hamare liye koi nahi. Yeh yeh paighambar ka mamla hai. Paighambar khud bhi nahi janta ke itmam-e-hujjat kab ho gaya, kyun ke is ka talluq dil se hai. to paighambar ke mamle mein to Allah Ta'ala farishte ke zariye khabar karta hai ke itmam-e-hujjat ho gaya. bas hum aap ko dawat dete rahein, dawat dete rehna hai. Kabhi aap yeh nahi keh sakte ke aap itmam-e-hujjat ho gaya. Paighambar bhi nahi keh sakta.
1:15:57apne aap woh to jab aata hai farishte ki taraf se ilm, tab paighambar jaan leta hai ke itmam-e-hujjat ho gaya. Warna paighambar bhi nahi jaan sakta. to yeh sochi, yeh soch sahi nahi hai ke hum ke hum yeh is tarah sochein ke hamein itmam-e-hujjat kar diya hai. hum ne nahi, kabhi bhi hum yeh nahi kehne ki position mein ho sakte hain ke hum ne itmam-e-hujjat kar diya hai. Humein to bas dawat dete rehna, dawat dete rehna, dua karte rehna, dua karte rehna hai. bas aur aur hamare paas koi doosra option nahi hai.
1:16:34Maulana, agla sawal Mr Daniyal Sahab ka hai, Bihar Patna se. unhone likha hai: "Maulana, hum jo activity karte hain, woh qaumi satah ki bhi hoti hai aur infiradi satah ki bhi.