“Some Islamic preachers nowadays engage in public debates with non-Islamic scholars, pointing out shortcomings in their scriptures, and people clap and laugh. Do you think this is the right way of spreading Islam? Did Prophet Muhammad ever engage in debates, and how did he hold debates with non-Islamic religious scholars?”Asked by Zeeshan Yusuf, Hyderabad
molana agla sawal hyderabad se aya hai zeeshan yusuf sahab ka unhone likha hai some islamic preachers have engaged themself now a days in public debate with non islamic scholars they invite other scholars in muslim congregation and point out shortcomings in their scriptures most of the time people seem to be clapping and laughing during the session do you think it is right way of spreading islam dead prophet muhammad ever engaged himself in debate how did he hold debate with other non islamic religious scholar dekhiye dawat nahi hai to shaitani kaam hai yeh koi shaq nahi yeh dawat nahi dawat to khair khwahi ka naam hai main apna qissa batata hoon aap ko
ek sahab jo isi qism ke ek yani ek yani jo apne ko duai kehte hain mere nazdeek woh debater hain woh to un ke haan bohat dinon tak rahe woh phir mere paas aaye the woh to maine un se poocha ke aap wahan bohat din on tak rahe hain mujhe yeh bataiye ke jab woh taqreer karte hain jab woh jalsay mein bolte hain to wahan par taliyan bajti hain ke nahi kaha khoob taliyan bajti hain hum bhi taliyan bajate hain acha phir maine poocha ke rasool Allah ke zamane mein sahaba the rasool Allah bhi bolte the to kaha sahaba taliyan bajate the to kaha ke nahi to maine kaha ke dekhein hadees mein aata hai ke man adras peghambrana malminh yani rasool Allah ke namune ke ilawa jo tareeqe hain woh agar islam mein dakhil kiye jayein to woh rejecter hain woh un ko radd kar diya jaye ga to yeh jo jo yeh nikal rakha hai logon ne ke jalsay karo taqreerein karo logon ke pride logon ke yani sense of pride ko feed karo aur taliyan bajao wahan par khoob yeh to yeh to shaitani kaam hai islam se kya taluq is ka hai to is ke baad unhone chhod diya wahan jana baharhal yeh jo tareeqa hai is ko debate kaha jata hai is ka islam se koi taluq nahi hai
yeh yeh qoumi pride apne qoumi pride ko establish karna hai yeh yeh jo cheezein hain jo yeh apne qoumi pride ko establish karne ke liye hoti hain dawat to dekhiye quran mein aya hai ini lakum naseh peghambr ne kaha apne jo audience tha us se ke main tumhara khair khwah hoon aur yeh jo yeh jo log hain yeh islam ke fakhar ko establish karte hain musalmanon ke pride ko feed karte hain bilashuba yeh batil hai is ka islam se koi taluq nahi hai islam se taluq is dawati kaam ka hai jis mein aadmi aadmi jo hai doosre ki khair khwahi se kaam kare aur sanjeedgi jis ke andar ho yani sahaba ke haan jo taliyan nahi bajti thi aur yahan taliyan bajti hain to yeh saada baat nahi hai rasool Allah ki taqreer se logon ke andar kya hota tha repentance aata tha soch jaagti thi apne andar transaction karne lagte the woh log yeh jo aaj kal hota hai yeh to fakhar ka mahol wahan paida hota hai yani un ka fakhar ko ghiza milti hai yeh yeh islam nahi hai agar is tarah ki taqreeron se logon ke andar soch jaage repentance jaage yani transaction jaage to taliyan kabhi bajengi nahi taliyon ki laihaz uthe hi nahi
baharhal main is ko bilkul hi islam se is ka koi taluq nahi molana tamil nadu se molana iqbal umri sahab ne aapse poocha hai ke sulah ki hikmat ko buzdi ka aur sazish ka naam dena kitni bari nadani hai is ki mazeed wazahat karein nadani ka yeh to kufr hai mere nazdeek kyun ke agar aap sulah ko buzdi kahenge to rasool Allah ke bare mein kya kahenge phir agar aap sulah ko buzdi ka rasool Allah ki sulah to tareekh mein kisi ne bhi ya is tarah unilateral tor par doosre ki condition ko man kar shuru nahi ki thi na is se pehle koi waqea hai na rasool Allah ke baad ka waqea hai to sulah ki aakhri misaal hai woh to agar aap kahein ke is tarah qism ki sulah jo buzdi hai to rasool Allah ke bare mein kya kahenge aap
abhi hamare bhai sajid anwar sahab ne qissa bataya ke ek majlis mein woh the to wahan par baat aayi ke quran ka logon ko hindu logon ko humein quran pahunchana hai to wahan ek musalman the unhone kaha ke bhai woh to phar ke phenk dein to kya karenge aap yani aap unhein ja kar quran padh jayeinge aur phar kar un ko leader bed mein daal denge quran koi khane mein phar phar denge to ek sahab the wahan par maujood un ka bataya unhone ke doctor andaleeb bhi unhone kaha ke dekhiye rasool Allah ne apne zamane mein ek dawati maktoob bheja tha shaeeran ka naam jis ko kisra kaha jata tha to shaeeran ke naam jab woh jo maktoob tha us mein quran ki ayatein likhi hui thi jab ek sahabi le kar gaye the jab unhone shah ko diya jo takht par baitha hua tha to us ko ghussa aaya us ne phar ke phenk diya usi waqt phar kar phenk diya to unhone kaha ke haan unhone yeh kaha tha ke phar kar phenk de ga to is ka gunah gunah kis ke upar jaye ga to unhone kaha ke rasool Allah ka khat phar ke phenk diya gaya to is ka gunah kis ke upar jaye ga yeh koi logic nahi hai yeh sab jhooti baatein hain yeh shaitan baqayda hai ke musalman dawati kaam na karein to sulah Hazrat badr ne sulah hikmat hai wisdom hai
woh sulah ke baghair koi kaam hi nahi ho sakta quran mein ek alsulhu khair sulah sab se behtar tareeqa hai jo log sulah ko buzdi kahein un ki zuban se shaitan bolta hai molana agla sawal karachi pakistan se hai abdul latif sahib
Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.