1:03:13to pehla sawal yeh hota hai ke is ko kis ne banaya? yeh dunya kis ne banai? to jo banane wala hai, woh kya chahta hai? is ka creation plan kya hai? yeh janna hai. yeh apne aap apne dimagh se hum nahi bana sakte. ek ek ideology to is tarah ki baatein jo log karte hain, khud se apne dimagh mein unhon
1:03:40ne ek ideology banai. to is ki validity kya hai? is ka authenticity kya hai? is ka base kya hai? to mein samajhta hoon ke yeh yeh bhi ek ek yani ek shaitani, ek ek shaitani tadbeer hai. ek aadmi khoobsurat naam se phansana chahta hai.
1:04:06insan ko asal baat dekhiye yeh hai ke Allah taala ne dunya paida ki, phir paighambaron ko bheja batane ke liye. اس کے بعد "What is right? What is right? What is wrong?" پچھلے پیغمبروں کے زمانے میں جو kitabein ayein, woh mehfooz nahi rahin.
1:04:33ab quran jo hai, ek mehfooz kitab hai Allah taala ki. to sab se pehle aap ko yeh pata hona hoga ke quran mein is ka hawala kya hai jo aap keh rahe hain. to aap dekhen, agar ek shakhs jo quran ko na manta ho to us se phir us pe
1:04:59phir guftagu hogi ke us ko na manna, us ka jo us ka muqaf hai, woh woh woh sahih nahi hai. us par baat hogi. aur ek aadmi agar quran ko manta ho to us se poocha jayega ke quran mein is
1:05:26ka reference kahan hai? to behal main samajhta hoon ke yeh bilkul baseless baat hai. is ki koi haqeeqat nahi hai. maulana, agla sawal abhi karachi se hai miss saira latif ka.