1:44:18agla sawal maulana lucknow se hai mr muhammad munis sahab ka. unhon ne likha hai ke quran ke chapter 20, words number 76 mein bataya gaya hai ke paradise sirf un logon ke liye hai jo apna tazkiya karen. yeh tazkiya kya hai? is ko wazeh wazeh karen.
1:44:38bhai, is pe to poori kitaab hai hamari, parhiye is ko. tazkiya ke naam se bhi hai, woh kitaab maarfat ke naam se hai. tazkiya jo hai, agar aap waqai janna chahte hain to choti kitaab agar parhna hai aap ko to tazkiya ke naam se chhapi hai, woh 50 safhe ki.
1:45:01zyada tafseel se parhna chahte ho to kitaab maarfat parhiye. kis tarah tazkiya wali kitaab? ji, alag se bhi hai, alag bhi chhapi hai. ji, kya naam hai is ka? tazkiya nafs. is ka naam hai tazkiya nafs.
1:45:17yeh tazkiya nafs ke naam se ek 50 safhe ka pamphlet hai, is ko aap parh sakte hain. aur moti kitaab hai, kitaab maarfat ke naam se, woh bhi sab tazkiya ki baaten is mein hain, is ko aap parhiye. maulana, hum batana chahenge ke website pe bhi uploaded hai, cps ki website
1:45:42pe aap is ko parh sakte hain. agla sawal ghaziabad se hai mr zubair sahab ka.