1:42:54Maulana, agla sawal aahe andhra pradesh se aaya hai Maulana abdulkarim sahib ka. Unhon ne poocha hai aap se ke aahe Maulana, ek sahib ne farmaya ke We can control feelings of Allah because if we do good deeds Allah will become happy. If we do bad deeds then He will become angry.
1:43:13Maulana sahib, how can we answer to this question? kya kya main sab jayega? haan, Maulana, woh yeh keh rahe hain ke jo Allah taala ki feelings hain woh hum control kar sakte hain. ek sahib ne un ko kaha hai ke kya matlab feeling control kar, kya matlab? kya woh be bas baat hai yeh? kya matlab control kar sakte hain hum? to kuch kuch kuch sense nahin banta. aap bataiye kya sense banta hai? kya sawal hai? mat sunen, mat samjhaen. Maulana, woh shayad yeh kehna chah rahe hain ke ah they can actually control in the sense ke agar acha kaam karenge to Allah taala khush honge aur agar galat kaam karenge to naraz honge. to is tarah se woh ah decide kar sakte hain ke Allah taala ki kya feelings hongi. sawal ek, humein kya pata hai ke hum ne acha kaam kiya hai? woh Allah taala jab is ko acha qarar de, tab woh acha hai. hamare samne acha ho jayega. ab main pani pi raha hoon, dahine hath se, bas samajh lo ke bas Khuda khush ho gaya. to bhai, aam makan mein baat ho gayi. yeh Khuda ko pata hai kis kaam par woh khush hoga, kis kaam par na khush hoga. aap ko to yeh pata hai. hmm, yeh to bilkul stupid baat hai. bilkul jo ek aisa karta hai aadmi, woh samajhta hai ke us ko us ke ikhtiyar mein hai Khuda ko khush karna. Khuda khud jis se jis cheez se aap khush hoga, jis cheez se naraz hoga. humein kya pata? yani jo kaam hum karte hain, woh Khuda jis ko qabool kare, tab ja kar woh Khuda ko khush karne wala banega. sirf hamare karne se thodi ban jayega. isi liye sare sahaba jo the, aakhir waqt tak fear mein jeete the. fear mein. kya matlab hum ne jo kiya hai, woh qabool hua ke nahin Allah taala ke haan? yeh to ek stupid question hai. okay, we will end this session now as.