Maulana Wahiduddin Khan

Positive attitude as da'wah work

“If we develop a positive attitude towards Madhu (non-Muslims), can we consider that as part of da'wah work?”Asked by محمد خالد, جودھپور، راجستھان

He answers at 1:05:49 in The Concept of Divine Help · 1 min 50 sec

His answer, in his own words
1:05:49
maulana, agla sawal jodhpur, rajasthan se hai muhammad khalid sahab ka. unhon ne likha hai: "Maulana, Maulana sahab, if we develop positive attitude in mad'u, can we also consider it as part of dawah work?" kafi theek hai. If we develop positive attitude in mad'u, then can we consider it also as part of dawah work? kya mat lub hua? ke maulana, mad'u ke andar agar positive khayalat agar paida karen, woh to kya us ko dawah? mad'u paida kar ke apne andar paida karen, mad'u paida karen. ji, positive khayalat apne andar paida karen, mad'u mein kaise paida karenge? hmm, hain doosre mein kaise paida karenge? hmm, yeh kahin ke main apne andar agar positive thinking paida karoon to kya yeh part hai dawah ka?
1:06:40
to bilashuba part hai dawah ka. mad'u ke bare mein agar aap apne dil se nafrat nikalte hain, mad'u ke bare mein agar agar aap andar tashaddud nikalte hain to bilashuba woh dawah ka part hai. aaj kal sare musalmanon ka kya haal hai ke jin logon ko Allah ne aap ka mad'u banaya hai, un ko aap ne dushman bana rakha hai? yeh Khuda ki scheme ke khilaf chal rahe hain aap. yani Allah ne to kaha tha ke yeh tumhare mad'u hain. hum ne kaha, aap ne kaha ke nahin, yeh mere dushman hain.
1:07:13
Here is the starting point. Here is the starting point. aap ko in sare insanon ko insan samajhna hai, insan insanon ko mad'u samajhna hai, insan insanon ko Allah ka banda samajhna hai, apni duty samajhna hai ke mujhe dawah dena hai. un ko yeh yeh isi zehan ka naam hai positive thinking, aur is ke baghair dawah ka kaam nahin ho sakta hai. maulana, agla sawal dilli se hai miss sadia khan ka
All questions he answeredThe whole lecture, from this momentWatch on YouTube

Machine transcription. These are his recorded words, written down by software from the Urdu he speaks — so a line may carry a misheard word. Every timestamp above opens the video at that second: one tap and you can hear him say it. Quote it as speech, and link to the moment.