1:05:41Maulana, yeh sawal aaya hai Miss Attia ka, Ferozpur, Punjab se. Unhone likha hai: "Cap caps no importance in namaz for men, but I want to know whether covering head is compulsory for women or not during namaz. Secondly, during azan time, is it important to cover head or not? Is it a sunnat?" Dekhiye, in baaton par main yahan par kuch nahi kahunga. Main yeh arz karoon ke hamari kai kitabon mein namaz ke bare mein tafseelat hum ne batai hain, to aap usko padhiye. To namaz par to beshumar kitabein hain. agar aap doosron ko janna chahte hain to un ki kitaben parh lijiyega. aap doosron ke khayalat kya hain? jo meri study hai, jo meri tehqeeq hai, jo maine quran o sunnat ke mutale se paya hai, us ko maine apni kitabon mein likh diya hai.
1:06:35us ko pehle aap parhiye, us ke parhne ke baad aap sawal kijiye. maulana, agla sawal mumbai se hai, mr kabir khan ka. unhon ne likha hai: "maulana sahib, you always guide people to not to protest.