1:08:00yaani is par ghore karne ke liye. Maulana, agla sawal Delhi se hai, Danish sahib ka. unho ne likha hai: "What is the role of mosque in Dawah and how we can use it for Dawah work?" kindly karen. What role of masjid ka kya role hai Dawah work mein, aur is ko kaise istemal kiya ja sakta hai? dekhein, masjid aur madrasay ki baat nahi hai, yeh to insaan ka mamla hai. jahan insaan hai, wahan da'wah hai. yeh nahi ke aap masjid ko le kar baith jayen ya madrasay ko le kar baith jayen.
1:08:37aap ko insaan oriented kaam hai Dawah. yeh mein is ko nahi manta ke bas masjid bahar tehreek chalayen to da'wah ho gayi. sahib, beshtar insaan to masjid ke bahar hi hain, to kya karenge aap? yaani 99 feesad insaan to masjid ke bahar hain, to kaun par da'wah nahi karna hai aap ko? to yeh mein samajhta hoon ke dawat ka kaam insaan war tehreek hai, woh na to masjid war hai, na madrassa war. maulana, agla sawal dilli se hai, nazim ahmad sahab ka. unhon ne likha hai: "jo log hamare sampark mein aate hain, unko islam ke bare mein batane ke liye kaunsi kitabein hum dein?" is ke bare mein bataein.