1:50:15dilli se mr abdullah riyazi ne sawal kiya hai. unhone likha hai: "maulana, maqam mehmood se kya murad hai? rasool allah ka tareekhi role kya tha? is ko wazeh karen." bhai, is pe to hum bohat likh chuke hain. is ko parhiye aap. is pe mein hamari kitabein padhi hain. is pe, is pe bohat zyada is pe likha hua hai. ab is ko, is ko kitab padh lijie. is ke baad jo baat sawal baqi rehta hai, us ko bataie. mein inshallah us ko arz karunga.
1:50:53mr shah imran hasan ne dilli se yeh sawal likha hai: "urdu ki mashhoor afsana nigar ms qa haider ne likha hai ke mazhab ne pehle afim ka kaam kiya tha, ab mazhab ag aur gole barsa raha hai. maulana sahib, is par aap kya kahenge?" mazhab ne nahi kiya, mazhab ko manne walon ne kiya. ghalati yahi hai ke yeh religion hi to open of mind jo kaha tha, jis ne woh, us ne kaha tha marx ne.
1:51:31to woh jo baat mazhab ke bare mein kahi, woh asal mein un logon par chaspana hoti hai jo mazhab ko ke naam par yeh sab phailate hain. pehle bhi tha, ab bhi. yani pehle bhi yahi tha ke mazhab ke naam par jo log karte rahe, us ko mazhab ki taraf mansoob kar diya gaya. us waqt bhi mazhab ke naam par log violence kar rahe hain, to mazhab se mansoob kiya ja raha hai. to aap ko alag dono ko alag kar dijie. yani you have to differentiate between religious, religious people and and religion. to tab aap baat samajh mein ayegi.
1:52:14mein dekh, blame jis pe jata hai, woh un logon par jo mazhab ke naam par yeh sab kar rahe hain. khud mazhab par nahi jata blame.