1:07:37molana, agla sawal mumabi se aaya hai, aur yeh sawal bhejne wale ne, molana, un ka naam kuliar nahin hai. unhone aap se yeh pucha hai ke kal se ramadan shuru ho rahe hain, aur woh chahte hain ke how, aap yeh bataen ke how we can observe the spirit of Ramadan? hamari kitaben padhie, ramadan par ek puri kitab hamari is ko padhie. yeh ek ek ek ek minut ke sawal jawab se nahin yeh bat kuliar hoti hai. ji, yeh bat jo hai ke ek minut ke andar aap sawal karen, dusra aadmi jawab de de, is se nahin hota. ji, so main ramadan kitab hamari hai, is ko padhie.
1:08:21ji, Molana, agla sawal Tariq Badar sahab ne kiya hai Pakistan se, aur unhone aap se pucha hai ke Molana, jo aaj ka aap ka lecture tha shikayat ko le ke, to woh yeh janna chahte hain, woh woh keh rahe hain ke complaints jo hain woh hamesha aati rahengi.