Reason behind Muslim superiority thinking
“Muslims think that they are superior to non-Muslims. What is the reason for this kind of thinking?”Asked by Faisal, Bhopal
He answers at 1:06:28 in Age of Alternatives · 2 min 11 sec
1:06:28maulana, agla sawal bhopal se hai. faisal sahab ne kiya hai aur unhon ne likha hai ke "muslims think that they are superior to non muslims. " maulana, what is the reason for this kind of thinking? yeh yehud ki mazahamat hai. hadith mein aata hai ke "tum yahud ki naqal karoge, mazahamat mani naqal karna." to aap yahud ki tareekh padhiye, wahan un ke haan aik kitaben likhi hain ke waqai is pe likhi gayi hain. jewish supremacism, jewish yani yahudi bartari, baqayda kitaben maujood hain.
1:07:11is ki jewish supremacism to wohi yahan bhi aa gaya. muslim supremacism yahud ki naqal mein apne ko bartar samajhna, yeh bilkul hi baseless baat hai ke koi bartar hai Allah ke nazdeek, koi bartar nahi, sab barabar hain, koi bartar nahi hai Allah ke haan, sab barabar hain. yeh to yahudion ki naqal hai ke koi islam se koi talluq is ka nahi hai. yani jewish supremacism ki jagah unhon ne muslim supremacism bana bana rakha hai. aur yeh hadith mein maujood tha ke musalman jo hain poori naqal karenge yahudiyon ki. yeh yeh isi hadith ki hai, yaani wohi peshangoi poori ho rahi hai. yeh ayat hai Quran mein: "ya allazina kafaroo
1:08:04" . yaani yeh yahud ki mazahamat, mazahamat maani imitate karna, naqal karna. dekhen, yahud ke maani kya hain? yahud ke maani hain zawal yafta ummat, zawal yafta qaum. to jis tarah yahud ek zawal yafta qaum bane, aise hi hadith ke mutabiq musalman bhi zawal yafta qaum ban jayenge. to is ka yeh phenomenon hai. to woh to hona hi h ona tha hadith ki peshangoi ke mutabiq.
1:08:39maulana, agla sawal lene se pehle ek comment padhna chahenge jo idrees sahab ne bheja hai raipur se, aur unhon ne likha hai ke "today speech was one of the best speech.